Wednesday 13 February 2013

                  NIDA

Us pal ka kya karun bayan ?

tha hi wo itna haseen !!

kar diya tha zinda usne maazi ki un sari yadon ko,

yadein ,jo kho gayi thi kahin.

Dar hai kahin,kahin kho na jaye woh,

ke bas wo pal hi to hai,

paas uska nishan tak nahi...

No comments:

Post a Comment